Thursday, July 14, 2016

Pehli nazar mein pyar , first sight love shayari

पहली ही नज़र में उनसे प्यार हो गया

उसके बाद तो फिर दिल का करार गया


उस एक लम्हे ने ऐसा असर किया

कि हर लम्हा जैसे खुद इन्तज़ार हो गया


अपने होकर भी अपने ना हो सके हम

वो अजनबी होकर भी राज़दार हो गया ।



Pehli hi najar me unse pyar ho gaya

Uske baad to phir dil ka karar gaya


Uss ek lamhe ne aisa asar kiya ki,

Har lamha jaise khud intejar ho gaya


Apne hokar b apne na ho sake hum

Woh ajnabi hokar bhi rajdar ho gaya


The post Pehli nazar mein pyar , first sight love shayari appeared first on Shayari.


Source:: Mehfil101


      



Pehli nazar mein pyar , first sight love shayari

No comments :