Monday, November 24, 2014

Tera Aana.!!




Mehfil101





Tera Aana.!!



Tere aane par jaane ka dar rahta hai.!

Aur Jaane par judai ka dar rahta hai.!!

 

Tu to So jaati hai Din ko Raat samjh.!

Yahan to Raat bhi din nazar aata hai.!!

Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






Gulaam.!!




Mehfil101





Gulaam.!!



Meri zindgii teri adaaon ki mohtaz kya huyi.!

Tune mujhe kaid kar apna gulaam bana liya .!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






घर को तो देख लेते.!!




Mehfil101





घर को तो देख लेते.!!



कभी मेरी गली आ घर को भी देख लेते.!

जहाँ उमर मेरी बाहों में बितानी है.!!


बिस्तर पर पड़ी कलियों को ज़रा निहार लेते.!

जहाँ हर रात तुझे मेरे साथ गुज़ारनी है.!!



Kabhi meri Galee aa Ghar ko bhi Dekh lete.!

Jahaan Umar meri Baahon mein Bitani hai.!!

Bistar par padi Kaleeyon ko zara Nihaar lete.!

Jahaan har Raat tujhe mere sath guzarni hai.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






तेरी दुआयं.!!




Mehfil101





तेरी दुआयं.!!



तेरी दुआओं का ही असर था,

जो कोई और तुझ-सा दिलदार ना मिला.!

वरना हुस्न के मेले में,

खूबसूरत हसीनों की कमी ना थी.!!


3


Teri Duaaon ka hi asar tha,


Jo koyi aur tujh-sa Dildaar na mila.!


Warna husn ke Mele mein,


Khubsurat Haseenon ki kami na thi.!!


Filed under: Hussan-e-Ishaq Shayari






सरे बाज़ार लुट जायेंगे कभी.!!




Mehfil101





सरे बाज़ार लुट जायेंगे कभी.!!



ये बेबाकियाँ ये नज़दीकियाँ,

नहीं भूल पायेंगे कभी.!


इन्ही अदाओं पे देखना एक दिन,

सरे बाज़ार लुट जायेंगे कभी.!!


Ye bebakiyaan ye Nazdikiyaan,

Nahin bhool paayeinge kabhi.!

Inhi adaaon pe dekhna ek din,

Sare bazaar lut jaayeinge kabhi.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






दुआ.!!




Mehfil101





दुआ.!!



तेरी बेरूख़ी है मेरी दिलरुबा.!

तेरी उदासियाँ हैं मेरी ज़िंदगी.!!



तुझे आ नज़र में बिठा लून.!

तेरी खुशी की फिर दुआ करूँ.!!



Teri Berukhee hai meri Dilruba.!


Teri Udasiyan hain meri Zindgi.!!



Tujhe aa Nazar mein Bitha loon.!


Teri Khushi hi phir Dua karoon.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






Tere Chahrekee Khumariyan.!!




Mehfil101





Tere Chahrekee Khumariyan.!!



Ye jo tere chehare par Khumariyan hain,

Mere Ishq kee sab ye nishaniyan hain.!


Khud ko bachaaye zamaane se kitna bhi,

Na chipeingi ye Prem kee kahaniyan hain.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq