Monday, December 01, 2014

Romantic Shayari on Dedar Hua




Mehfil101





Romantic Shayari on Dedar Hua



MUDDHTO BAD DEDAR HUA TERE RUKH KA AE SANAM …

TUJHE APNI NAZROAN ME SAJAU KAISE ………

SAMAJ KR DIL KE HAALAT SAYAD NAZREIN UTHAYE HAI TUNE …………

FIR MAIN APNI NAZRE JHUKAO KAISE ……….


Rohit Y@dav








Barsaat.!!




Mehfil101





Barsaat.!!



Aap hanse to laga  Bin badal Barsat ho gayi.!


Dil ki jo chahat thi bin mange poori ho gayi.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






Lakeriein.!!




Mehfil101





Lakeriein.!!



Jaane wo kon Badnaseeb hoga,

Jo teri muhabbat se mehroom reh gaya.!

Nalayaq nasamjh hi hoga,

Jo apne muqaddar ki laqiirein mita gaya.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






NadaaN Sanam.!!




Mehfil101





NadaaN Sanam.!!



Nadaan ho ya Nadaani ka Dikhawa karte ho.!

Raat bhar Jaga Subaha aa Rishta poochye ho.!!

Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






अपनी मुहब्बत पे गरूर है.!




Mehfil101





अपनी मुहब्बत पे गरूर है.!



तेरे इश्क़ से ज़यादा  मुझे  अपनी  मुहब्बत पे गरूर है.!

जनता हूँ मेरे बाद मेरी मज़ार पे अश्क़ बहाएगी ज़रूर.!!



Tere ishaq se jayada mujhe apni muhabbat pe garur hai.!

Janta hun mere bad meri majar pe ashq bahayegi zarur.!!

Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






प्यार आता है.!!




Mehfil101





प्यार आता है.!!



ना   कोई  शिक़वा   है   ना   शिक़ायत   है.!

हमें तो उनकी बेवफ़ाई पे भी प्यार आता है.!!


Na    Koyi  Shiqwaa   hai    Na   Shiqaayat   hai.!


Humein to Unki Bewafai pe Bhi Pyaar Aata hai.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






Mera Muqddar.!!




Mehfil101





Mera Muqddar.!!



Mere Muqddar ka likha koyi na cheen paayega.!

Jo dena hai Khuda ne dega koyi na le paayega.!!

Filed under: Thought of the Day






Jaldi jaane ki Ziddh.!!




Mehfil101





Jaldi jaane ki Ziddh.!!



Mere Mehboob kuch Pal to thahar ja.!

Der se aaya hai Jaldi jaane ki Zidd kyun.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq