Mehfil101
Lovely Romantic Hindi Shayari on Baahon Ka Sahara
Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya,
Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya,
Aur kisi cheez ki tamanna kyun karu,
Jab mujhe teri baahon mein sahara mil gaya.
The post Lovely Romantic Hindi Shayari on Baahon Ka Sahara appeared first on Best Love Shayaris Collection .