Tuesday, December 23, 2014

Kahin Pyaar to Nahin ho Gaya.!!




Mehfil101





Kahin Pyaar to Nahin ho Gaya.!!



Kyun tere bin sab soona-soona lagta hai”Sagar“.!

Arey nadaan Dil kahin pyaar  to  nahin ho  gaya.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






Hain Kitabon Kee Baatein.!!




Mehfil101





Hain Kitabon Kee Baatein.!!



Pyaar-Wafa-Ishq-Muhabbat,

Hain ab ye Mehaz Kitabon kee Baatein”Sagar“.!

Wo Zamana Guzar Gaya Jab,

Shamma kee Chaha Parwaana Jala karta tha.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






Us Kee Chahat.!!




Mehfil101





Us Kee Chahat.!!



Us kee chahat jeene hai ek Maqsad.!

Wo na mila to”Sagar“Jiyunga kaise.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






Humein Manaana Nahin Aata.!!




Mehfil101





Humein Manaana Nahin Aata.!!



Unhein Ruthane kee Aadat hai Humein Manaana nahin aata.!

Dekhein Muhabbat ka Falsfan”Sagar“aur Kitne Din chalta hai.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






Bhaya Hai Behisab.!!




Mehfil101





Bhaya Hai Behisab.!!



Tujhe Hoor kahun ya  Falq ka Aaftaab.!

Mere Dil ko Bhaya hai Sanam Behisab.!!


Filed under: Hussan-e-Ishaq Shayari






Jagne ki Aadat.!!




Mehfil101





Jagne ki Aadat.!!



In raaton ko Jagne kee Aadat Sambhal ke rakh.!

Waqt aisa bhi aaye jab zarurat hogi Iskee bahut.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






मेरी जान अब तुमको भुलाना है मुश्किल




Mehfil101





मेरी जान अब तुमको भुलाना है मुश्किल






Aksar teri Bahon mein Aa.!!




Mehfil101





Aksar teri Bahon mein Aa.!!



Main aksar teri bahon mein aa khud ko bhul jaata hun.!

Kya kahun”Sagar“Isee tarhan sare Gum bhul jaata hun.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq