Sunday, May 10, 2015

Dil Itna Akela




Mehfil101





Dil Itna Akela



Dil Itna Akela - Very Sad Shayari Heart Touching


Dil Itna Akela – Very Sad Shayari Heart Touching


Tha Bahut Dil Mein Magar Kaha Kuch Bhi Nahi,

Dabi Aag Fir Jal Gayi Dhuan Uttha Bhi Nahi,


Dil Chhup-Chhup Kar Karta Hai Baatein Teri,

Eh Sanam Apna Dil Itna Akela Bhi Nahi,


Jharokhe Se Dekhta Raha Usko, Eh Khuda!

Kab Simte Zindagi Bharosa Bhi Nahi,


Zara Adab Se Baatein Kiya Karo,

Bahut Kehne Par Kabhi Woh Samjha Bhi Nahi,


Uske Diye Zakhamo Ka Dard Bada Gehra Tha,

Abhi Tak Un Zakhamo Ko Kisi Ne Seeya Bhi Nahi,


Uske Jaane Ke Baad Sab Kuch Mila Mujhe,

Par Uske Bina Zindagi Ko Jeeya Bhi Nahi…








शौख.!!




Mehfil101





शौख.!!



Bahut Shoukh Hai”Ravi“Unhein,

Naaz-O-Nakhare Dikhaane Ka.!

Nazar Hum se Kya Ladi,

Deewane Ho Kar Reh Gaye.!!


बहुत शौख है”रवि”उन्हें,

नाज़-ओ-नखरे दिखाने का.!

नज़र हम से क्या लड़ी,

दीवाने हो कर रह गये.
!!


Filed under: Hussan-e-Ishaq Shayari