Mehfil101
Ishq-Muhabbat-Waf.!!
Wo ishq-muhabbat-wafa ko kya janega “Sagar“.!
Jisne kabhi Muhabbat na ki ho Dil na liya ho.!!
Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq
Tod kar dil humara wo waah waah karte hain.!
Bazam mein aa humare halaat pe hanste hain.!!
Aane-Jaane ka waqt wo khud hee muqarar karte hain.!
Apni Sunaate aur Humari bari Chipkar nikal jaate hain.!!