Mehfil101
Kyun na Roothun.!!
Kyun na roothun aur kyun na sataaun.!
Aayegi kareeb jo ye Nuskha apnaaun.!!
Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq
Naqaam hasaron ka taqazaa hai.!
Muhabbat Shayari mein byan ho.!!
Ashaq bahe to na samajh sake the.!
Kagaz pe utarein to shayed byan ho.!!
Aisa nahin ek tu hi husn-e-bahaar hai.!
Aur bhi kaiyi Shai hain dil lagaane ko.!!
Kahan aur kis tarhan puchein.!
Hadh mein reh har bat hoti hai.!!
Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq