Monday, April 27, 2015
Lovely Urdu Shayari on Eyes
Mehfil101
Lovely Urdu Shayari on Eyes
Cute Lovely Urdu Shayari on Eyes
Chhalak Raha Hai Kya Aankhon Ke Raste,
Machal Raha Hai Jiya Aankhon Ke Raste,
Beshak Nazrein Khafa Ho Gayi Hamse,
Pyar Tumne Kiya Aankhon Ke Raste,
Barsat Mein Aalam Kuchh Aur Hota Hai,
Bahti Hai Hawa Aankhon Ke Raste,
Zinda Hai Sapne Bezaan Aankon Mein,
Kitna Pyar Kiya Tumne Aankhon Ke Raste,
Meri Tadap Ka Khayal Bhi Na Raha Unko,
Unki Mahak Aayi Mujhko Aankhon Ke Raaste,
Pyar, Wafa, Ishq, Armaan Eh Khuda,
Sabhi Kuchh Seekha Unse Aankhon Ke Raste…
Touching Yaad Shayari about Smile and Tears
Mehfil101
Touching Yaad Shayari about Smile and Tears
Yaadon me humari aap bhi khoye honge,
Khuli aankho se kbhi aap bhi soye honge,
Mana hasna hain adaa gam chhupane ki
Par haste haste kabhi aap bhi roye honge.
The post Touching Yaad Shayari about Smile and Tears appeared first on Best Love Shayaris Collection .
Punjabi Poetry on Teri Mehfil
Mehfil101
Punjabi Poetry on Teri Mehfil
ਨਾ ਉਡੀਕੀ ਕਿਸੇ ਚੁਰਾਹੇ ਤੇ,ਸਹਿਰ ਨੂੰ ਜਾਦੇ ਰਾਹੇ ਤੇ,
ਮਿਲਨਾ ਨੀ ਤੇਰੀ ਮਿਹਫਲ ਚ,ਮਿਲੂ ਗੁਜਰੇ ਪਲ ਚ
ਮੈ ਮਿਲੂ ਵਗਦੀਆ ਹਵਾਵਾ ਚ,ਤੇਰੇ ਚਲਦੇ ਸਾਹਾ ਚ,
ਮੈ ਮਿਲੂ ਵਗਦੇ ਪਾਣੀ ਦੇ ਵਹਾ ਚ,ਜਾ ਸਿਵਿਆ ਦੀ ਸਵਾਹ ਚ,
ਹਰਫ ਗੁਰੂ ਸਿੱਧੂ
The post Punjabi Poetry on Teri Mehfil appeared first on Punjabi Shayari.