Sunday, November 23, 2014

खुदा करे.!!




Mehfil101





खुदा करे.!!



खुदा  करे  मुहब्बत  में  ऐसा  भी  मुक़ाम आए.!

मेरी चाहतों की कोई हसरत अधूरी ना रह जाए.!!


1


Khuda kare Muhabbat mein aisa bhi Muqaam aaye.!

Meri chahaton kee koyi hasrat adhoori na reh jaaye.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






Unkee Bebasi.!!..




Mehfil101





Unkee Bebasi.!!..



Meri saadgi ko Wo kamee samjh baithe.!

Na jante hain wo Tehyzeeb kya hoti hai.!!

Wo souchte hain koyi ghabara gaya unse.!

Taras aata unki Bebasee par mujhe yaaro.!!


Filed under: Shayari-e-Dard






हद.!!




Mehfil101





हद.!!



ना पूछ मुझसे मेरी दीवानगी की हद.!

बार-बार जन्म लूँगा पर चाहूँगा तुझे.!!2


Na pooch mujh se meri deewangi kee had.!

Baar-baar janm lunga par chahunga tujhe.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






Badlya Tame.!!




Mehfil101





Badlya Tame.!!



Kaali-Kaali Guttan Te Laal-Laal Parandyan Da,

Waqt hun guzar gaya.!

Baal Kat-Kat Jeansan Te Top Pa Ke Phiran Da,

Zamana Aa gaya.!!


Filed under: Punjabi Shayari






आख़िरी ख्वाहिश..!!




Mehfil101





आख़िरी ख्वाहिश..!!



तुम्हारे प्यार में दिल हार चुके हैं.!

हो सके तो मेरा एतबार कर लेना.!!


गर मुहब्बत ना कर सको कोई बात नहीं.!

हो सके तो ज़नज़े पे मेरी अजाना.!!


Tumhaare Pyaar mein Dil Haar Chuke hain.!

Ho Sake to mera Etabaar kar Lena.!!


Gar Muhabbat na kar Sako koyi baat nahin.!

Ho sake to Zanaze pe meri Aajana.!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






hai door talak uski hi yadon ka silsila




Mehfil101





hai door talak uski hi yadon ka silsila