Tuesday, November 25, 2014

“LameiN”




Mehfil101





“LameiN”



@Kisi kp pyaar karne kee  koyi wajha nahin hoti.!

Jahaan wajha hai wahaan pak wafa nahin hoti.!!


@Kaagaj ka panna hai,

Panne par Tammna hai.!

Tere ho kar Jiye-Marein,

Yahi aakhir Tammna hai.!! 


@Chain se soyi hai har gum se door ho kar.!

Kaash samjh sakti apne deewane ka haal.!!


@Tere gesuon mein meri zindgi ki aarzoo.!

Na jhatak inse na jee paaunga door reha.!!


@Mujh se pooch na mere deewane-pan kee hadh.!

Ek baar kehkar to dekh Zindgi tere kadmon hogi.!!


@Ishq ka pyaala labon tak aa jo chalak jaaye.!

Zindgi tamam umar fir pyaasi hi reh jaaye.!!


@Tere khayaalon mein khokar Zindgi aabad ho jaati.!

Karta na jo tujhse muhabbat Zindgi barbad ho jaati.!!





Filed under: Shayari-e-Dard






दवा .!!




Mehfil101





दवा .!!



चलो मान लिया हमारी ही ख़ाता है.!

तुम्हें चाहने की यही एक  सज़ा है.!!

तुम डोर हुए और खबर भी ना की.!

तुम्हें भूलने की क्या कोई दवा  है.!!





Chalo maan liya humari hi khata hai.!

Tumhein chaahne ki yahi ek saja hai.!!

 

Tum door hue aur khabar bhi na kee.!

Tumhein bhulne ki kya koyi dawa hai.!!

Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






वादा जो निभाते.!!




Mehfil101





वादा जो निभाते.!!



अपने वादों को जो निभा जाता सनम.!

रिश्ता टूटने की वजह होती ना कोई.!!


इश्क़ किया था अपना मुक़दार समझ.!

क्या खबर थी  मंज़िल  अधूरी  होगी.!!


Apne wadon ko jo nibha jaata sanam.!

Rishta tutane kee wajaha hoti na koyi.!!

Ishq kiya tha apna muqadar samjhke.!

Kya khabar thi manzil adhoori hogee.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






तेरे बेवफ़ाई.!!




Mehfil101





तेरे बेवफ़ाई.!!



तेरा नाम  मेरे  से  ऐसा  जुड़ा.!

अब अपना ही नाम भूल गया.!!

जिस शहर पे बड़ा गरूर था.!

उसका रास्ता मैं भूल गया.!!



Tera naam mere se aisa juda.!


Ab apna hi naam bhool gaya.!!



Jis Shahar pe bada garur tha.!


Uska raasta main bhool gaya.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






tere siwa duniya me hai apna kya, kuchh bhi nahi




Mehfil101





tere siwa duniya me hai apna kya, kuchh bhi nahi






रास्ते का पत्थर समझ.!!




Mehfil101





रास्ते का पत्थर समझ.!!



मैं   उसे  चाहता  रहा  अपना  समझ  कर.!

वो मुझे छोड़ गया रास्ते का पत्थर समझ.!!


Main Use chaahata raha apna samjh kar.!

Wo Mujhe chod gaya raste ka Pathar samjh.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq






तेरी अमानत.!!




Mehfil101





तेरी अमानत.!!



ये मेरे शेर ये मेरी शायरी तेरी ही तो अमानत हैं.!

तेरे सिवा ना चाहूँगा किसी को इस बात की ज़मानत हैं.!!


Ye mere Share ye meri Shayari teri hi to Amanat hain.!

Tere Siwa na Chahunga kisiko is baat ki zamanat hain.!!


Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq