Mehfil101
Chala Jaaunga Bazm-Se.!!
Ey Yaar Gar Humari Khata Thi To Maaf Karna.!
Kuch Din Ki Baat Hai Chala Jaaunga Bazm se.!!
Filed under: Shayari Khumar -e- Ishq
Qayamat gar aaye Mahfuz rahe,
Tujhe koyi Aanch na aaye Hardum.!!
Filed under: Romantic Poetry(English)
Yaaron ke Yaar ho jayein wo,
Jab Kaat-te hain to Maashuqa Dawa lagane Dodi chali aati.!!
Filed under: Funny Poetry
Modern zamane mein “Sagar” Ishq bhi hua Modified.!
Tishu-Paper-sa ho gaya Maashuq Use kiya Fir Thro.!!
Na Lailla kee Shokhi hai Na Majnu-si Muhabbat hai.!
Cafe mein Milti hai aur Roz Bistar pe Dum Todati hai.!!
Fana hote the Ishq mein Wo Parwaane kahaan hain.!
Wo Shamma bhi ab Bhuz gayi guzare zamaane ki ho.!!
Ruswaa na ho Muhabbat har Aashiq kee Koshish thi.!
Aaj dikhawe ka zamana Wo Ishq kya jo mashur na ho.!!
Deedar-e-Husn ka lutf Hijab se nikale Aaftaab se hota.!
Zamana Gawaha Asal Intzaar Chaand ka Eid par hota.!!