तेरे लबों से छु कर ज़हर भी अमृत हो जाए,
तेरे करीब आ कर शैतान भी मसीहा बन जाए.!
सोचता हूँ क्यों न मैं भी आजमा कर देखूं ,
क्या खबर तुझे पा कर मेरी ज़िन्दगी संवर जाए .!!
Tere Labon Se Choo Kar Zahar Bhi Amrit Ho Jaaye,
Tere Kareeb Aa Kar Shaitaan Bhi Masiha Ban Jaaye.!
Sauchta Hun Kyun Na Main Bhi Aajma Kar Dekhun,
Kya Khabar Tujhe Pakar Meri Zindagi Sanwar Jaaye.!!
Filed under:
Source:: Mehfil101
Maybe…
No comments :
Post a Comment