Saturday, May 28, 2016

Is My Mistake…?

मेरे शेरों से गर धड़कता है दिल तेरा,
इस में मेरी खता क्या है.!


तेरी साँसों की महक ले ही लिखता हूँ,
इस ज़िंदगी में और क्या है.!!



Mere Sheron Se Gar Dhadkta Hai Dil Tera,


Is Mein Meri Khata Kya Hai.!


Teri Saanson Ki Mehak Le Hi Likhta Hoon,


Is Zindagi Mein Aur Kya Hai.!!



Filed under:

Source:: Mehfil101


      



Is My Mistake…?

No comments :