Sunday, May 22, 2016

Guzaraati Kali…

इश्क़ ना कर गुज़राती कली से भंवरे,
सुना है हीरों के बाज़ार में मिट्टी का कोई मौल नहीं होता.!


जिनकी नज़रों में होती नोटों की खनक,
उनके लिए उलफत है खेल और मुहब्बत का मौल नहीं होता.!!



Ishaq Na Kar Guzraati Kali Se Bhanware,


Suna Hai Heeron Ke Bazar Mein Mitti Ka Koyi Maul Nahin Hota.!


Jinki Nazaron Mein Hoti Noton Ki Khanak,


Un Ke liye Ulfat Hai Khel Aur Muhabbat Ka Maul Nahin Hota.!!



Filed under:

Source:: Mehfil101


      



Guzaraati Kali…

No comments :