Mehfil101
Dua hai.!!
Jo Dil ko Pareshaan karein Un Waqyon ko bar bar na Doraho.!
Jahaan Dard mile Dukh mile Un Fasaano par Bus Ashq Bahao.!!
“Sagar” Himat nahin kuch bayan kar sakun ya kuch likh sakun.!
Bus yahi kahunga Aao Milkar Unke liye Dua mein Haath Uthao.!!
Filed under: Nagama-e-Dil Shayari
![]()
No comments :
Post a Comment