Mehfil101
रात तुझे देखा है.!
हर रात तुझे खवाबों में देखा है.!
शिक़वे और शिक़ायत संग देखा है.!!
वही प्यासी नशीली भहकती आँखें.!
क्यूँ बेक़रार तेरी आँखों को देखा है.!!
Har raat tujhe khawaboN mein dekha hai.!
Shiqawe aur shiqayat sang dekha hai.!!
Wahi pyaasi nasheeli bhahakati aankheiN.!
KyuN beqarar teri aankhoN ko dekha hai.!!
Filed under: Shayari-e-Dard

No comments :
Post a Comment